Har dour har jahan ne kaha Ya Ali Madad - Imam Ali (a.s) Shayari Shia Download
Moula Ali Shayari Shayari

Har dour har jahan ne kaha Ya Ali Madad

Har dour har jahan ne kaha Ya Ali Madad,
Har qalb har zaban ne kaha Ya Ali Madad,
Girta hua zameen pe baccha sambhal gaya,
Be sakhta jo ma’an ne kaha Ya Ali Madad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *