Haan lashkar-e-yazeed ke borrhon ko dosto | Ali Asghar a.s Shayari - Shia Download
Ali Asghar (A.S) Shayari Shayari

Haan lashkar-e-yazeed ke borrhon ko dosto

Haan lashkar-e-yazeed ke borrhon ko dosto!
Maazi ki aik shakl dikhayi Hussain nay
Kar ke buland hath pe us doar ka Ali
Sab ko Ghadeer yad dilayi Hussain nay

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *