Pukari Banu E Muztar Sakina Dafn Hoti Hai

Pukari Banu E Muztar Sakina Dafn Hoti Hai Salaam Writeup, Lyrics

pukari banu e muztar sakina dafn hoti hai
utho ay khasimo akbar sakina dafn hoti hai

kahan ho fatema zahra kalaija katt gaya mera
bahu ko thaam lo aakar sakina dafn hoti hai

kafan ke waaste paya badan ka ek phata kurta
koee waris nahin sarpar

khuda ke waaste logon mujhe bhi saat dafna do
aakeli kya karoon jeekar

ye bachi kumbe waali hai bade nazon ki paali hai
mai tanha chod doon kispar

khade kya karte ho logon sab aake fateha padlo
mujhe pursa do ror ro kar